Baanwra Mann...
Baanwra Mann Dekhne Chala Ek Sapna
Baanwre se mann ki dekho baanwri hain baatein
Baanwri si dhadhkanein hain baanwri hain saansein..
Baanwri si karwaton se nindiya kyon bhaage,
Baanwre se nain chahein baanwre jharokhon se
baanwre nazaaron ko takna......
Baanwra mann dekhne chala ek sapna...
Baanwre se is jahaan mein baanwra ek saath ho
Is sayaani bheed mein bas haathon mein tera haath ho
Baanwri si dhun ho koi baanwra ek raag ho.
Baanwre se pair chahein baanwre taraanon ke
baanwre se bol pe thirakna.
Baanwra mann dekhne chala ek sapna...
Baanwra sa ho andhera baanwri khamoshiyaan
Thartharaati lau ho maddham baanwri madhoshiyaan
Baanwra ek ghunghta chahe haule haule bin bataaye
Baanwre se mukhde se sarakna.

Comments